Kuch arzon baad jo tumhe dekha maine jaaneman,
Jaan paaya ehsaas dhadkanon ka kitna pyaara hota hain sine main..!!
Tumhari jhuki hui nazar jab uthi humse milne ke liye,
Jaan paaya ki nasha sirf peene waalon ko nahi hota hain duniya main.. !!
Lautke jaane ke waqt yun mudke dekhna mujhe,
Jaan paaya ki kaise begunahon ka katl hota hain us najar main..!!
0 comments:
Post a Comment